The Letter, Memories And Realization

882 49 8
                                    

Prema sat at her small desk and was writing a letter to the daughter of the chief of Madhupur. After an entire 20 minutes of writing, she was finally satisfied with her letter as she reviewed it again. it went something like this,

Priya Kumari Madhulika,

Main Kaun hun aap Janti Nahin aur janne ki koi avashyakta bhi nahin
Kyunki Main Aapke hiteshi vah shubhchintak hun, Main To aapko Bhali Bhanti jante ho aur isiliye yah bhi Janti hun ki aap Pandit upgrath Ke Putra Ayan Se Kitna Prem Karti Hain aur kaise use Radha ke sath Unka Vivah hone ke Karan aapka Prem Adhura Rah Gaya, main yah bhi Janti hun ki aap Radha Ke Samne bahut Roi bahut girgidai Kintu Radha Ne aapki Ek na Suni aur Ayan ji se Vivah kar liya. Khair yah sab baten to Bahut Hui maine aapko yah Patra Ek Shubh Samachar dene ke liye likh rahi hun mujhe khabar Mili Hai Ki cal pratah kal hi Ayan ji Madhupur aa rahe hain vaise to vah Kahenge ki vah ek Sandhi prastav ke liye Aaye Hain Kintu vah Satya Mein apne liye ek dusre Patni khojne Aaye Hain Kyunki Radha to Rani banne mein Aisi vyast hui ki apni sari Ghar grihasti Bhul chuki hai. Main To kahati hun Yahi mauka hai aapke pass, Ayan ji ko agar aap Sabke Samne kahengi to vah Mana Karenge isiliye aap parson ke din Vishnu muhurt mein unhen Ambika Mata ke mandir le jaaiye, vahan kya Aadivasi ab donon Ko Kunwara Samajh Kar apni Pratha Ko Na tutane dene ke liye aap donon ka Vivah Karva Denge aur ek baat ka Khas Dhyan rakhen Ki Kisi Ko Bhi is bare mein pata nahin Chalna chahie Kyunki Agar Kisi Ne Bhi Aayan Ko Bata Diya To fir vah Radha ki Ijjat rakhne ke liye, mana kar dega. Chahe log Kuchh Bhi Kahe Ayan Ji ko aapse Jyada Khush aur koi nahin Rakh Sakta. Ab aap bolenge ki mujhe yah sab Kuchh Kaise pata vah mujhe isiliye Pata Hai Kyunki Main
Abhi Kuchh Din pahle hi Barsana hokar arahi ho. Isiliye Mera Patra Milte Hi shighrata Karen aur apne Vivah ki taiyari Karen.

Aapke shubhchintak...

She smiled as she rolled up the letter and tied it on a Majestic Eagle's foot and requested The Eagle to take the letter where it was meant to go and The Eagle flowed off into the beautiful evening sky.

___________________________________________

Radha's chamber

Radha can be seen peacefully sitting on her window sill enjoying the beautiful sunset when a servant approaches her and says," Radha, Rajkumari Prema aapko Bula rahi hai."

" batane ke liye aapka dhanyvad,
main abhi Chali jaati hun kaka." Radha beautiful smile and genuine appreciation for the work that the man does for them. The servant joins his hands and leaves her room and Radha follows after him. The servant gets back to his duty and Radha goes to Prema's room and says," Kya baat hai Prema? Mujhe Achanak Kaise Yad Kiya."

" Mujhe aapse do kaam the Radha jiji,
Pehla kya aapane Ayaan ko Sandhi prastav ke liye Mana liya hai aur dusra kya aap mujhe snan Ghar Tak Chhod Denge aur kya aap Kuchh kapdon Ka bandobast Kar Denge." She asked feeling awkward about asking for such things because she was not used to it.

" Meri Aayan se baat ho chuki hai aur vah cal pratah kal hi Madhupur ke liye nikal jaega aur jahan tak baat Rahi To Main snan Ghar pahunchane ki aur vastron ki to Unki Chinta tum mat karo abhi Mere Sath snan Ghar chalo,
main Kuchh kapde nikal deti hun Mere Hain Kintu maine kabhi pahne Nahin Shayad Tumhen Pasand ajaaye,
Tum unhe Rakh Lo Kuchh Dinon bad Jab Tum Puri tarike se chalne-firne lagogi tab main Tumhen Bajar le jaaungi vahan se apne Manpasand vastra khareed Lena."

After Radha finishes talking she helps Prema get up and get to the bathroom where Radha prepares special hot water mixed with milk and rose petals for her to bath in, and helps her bath by helping her apply the Chandan and haldi lep all over her body and then wash it off,
Then Radha goes off to bring out the clothes while she asks Prema to relax in the hot water for a bit.

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now