Stressed Prema

440 33 6
                                    

After the enlightening conversation with the Pandavas and becoming angry at Duryodhan, she was resting in the evening, when she heard the flapping wings of oolka. She went towards the window and saw her vahan standing there waiting with the letter tide on one of its legs. She took the letter from Ulka's leg and started reading it, it was from Satyaki with this stamp of Mathura on it which was pretty unusual because if Satya wanted to communicate something personal he would not use the royal stamp of Mathura,
Which meant this was a topic of concern.

Yuvrani Prema ko Senapati satyaki ka Pranam swikar Ho,

Bhabhi Main Jaanta hun ki abhi aap apne Gurukul Mein Apni Gurudev ke sath hai aur kuchh kshan Aaram ke bitana chahti hai Kintu yah Mamla hi Itna sangeen Hai Ki Main Khud Ko rok Nahin Paya.

Aapko Yaad Hoga ki aapke nikalne ke pahle Hamen guptcharon se Samachar mila tha ki Jarasandh apni Sena ko Mathura ki Seema Rekha ke Kuchh Dur sthit kar raha hai, to baat Kuchh aisi hai ki abhi 2 din pahle Magadh ke Kuchh guptchar pakde gaye aur Unse bahut Kadi poochhtaachh ke bad UN mein se 2 Ne To Atma Hatya Kar Li Kintu Ek Ne Hamen yah bataya Hai Ki Jara Sun Mathura per Aakraman karne ke firak mein hai.

Bhrata Krishna bhi abhi tak Gurukul se nahin laute, aur Maharaj ki tabiyat kharab ho rahi hai aisi sthiti mein aapko chhodkar aur kisi ke pass Adhikar Nahin Hai Ki Sena taiyar karne ka Aadesh De De Kyunki Mujhe pura sandeh hai ki Kuchh hi Samay Mein Jarasandh Mathura per Aakraman Kar Dega.
Is Patra ke sath maine aagya Patra bhi bhijwa diya hai,
aap kripya kar use per apni Mohar Laga De Taki main Sena ki taiyari Shuru kar Sakun.

Mathura ka Senapati

Satyaki

She doesn't waste a moment before she stamps her Mohar on the permission letter and sends it back with Ulka,
After this, she tries to sleep but is unable to because of the stress and decides to go and take a walk outside.

As she walked around the Ashram,
the only thing that was roaming around in her head was how to defend Mathura.
Suddenly she heard something moving around the kitchen and quickly went into check only to find Bhim looking around for some food,
she chuckled as she said," Ratri ke liye Jo bhojan banaa tha vah samapt ho gaya hai! Abhi To Main Kuchh Nahin milega."
Bheem is startled as he turns around with the look of a deer caught in headlights and he says," Prema Tum Itni ratri ko Bahar kya kar rahi ho?"
Prema Smiles as she says," Kuch Kaam Ke Karan nidra Nahin a rahi thi,
Khair aap Chahe to main aapke liye Kuchh banaa Dun."
Bheem shakes his head as he says," Prema Mere Liye Apna aapko taklif mat do, jao jakar so jao."

Prema Smiles as she moves past him and starts collecting utensils to make food and says," Ismein taklif ki kya baat hui bhratashri, abhi ki Bhati Balram Dau ko bhi कभी-कभी Aadhi Raat Ko Bhookh lag jati thi toh unke Liye Main banaa Diya karti thi, lagbhag 2 mahine Ho Gaye Unse mile."

" aapki Mata aur bahan Se Mile aapko Kitna Samay Ho Gaya Rajkumari?"
The sudden question overwhelms Prema As she turns to look at him with Tears in her eyes," Lagbhag Dhai Sal Ho Gaye, agar aap Bura Na Mane to Ek Baat kahun."

Bheem doesn't say anything just nods knowing that Prema is very emotional and she needs to say whatever she has in her mind," Jab aapka Vivah ho na, tab ek baat Ka Dhyan Jarur Rakhna ki Kabhi aapki Patni Apne Ghar Ko Yad Karke Roe na, Aapko Pata Hai Dau aur Krishna Kitni mehnat karte hain apni patniyon Ka Dhyan rakhne ke liye, Krishna Hamesha Kahta Hai Hriday Swami Ne ki ichcha Mere Liye Aadesh,
*she laughs remembering him*
sadaiv is Baat Ka Dhyan Rakhna ki Jahan per nari, Patni, kulvadhu ya Putri Ka apman Hota Hai vah Parivar ya FIR vah Sthan mahapralay ka Karan ban jata hai." By the end of her little speech, she had Tears in her eyes and she had completed cooking,

She hands him the food and is about to leave when he pulls her into a hug and says," Tumhari Salah ke liye dhanyvad,
Lekin Main Jaanta Hun Ki Tumhari Aankhon Mein Pani Bhara hua hai aur Tumhen Rona a raha hai, isiliye Tumhare Swasthya Ke Liye Hi Achcha Hoga Ki Tum RO do." Just with that she burst into tears and Bheem consoles her.

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now