Letter To The Sister

460 36 5
                                    

Vidarbh,
Kundinpur,
Rajmahal,

In the middle of the night, a person can be seen Knocking on the door of the princess, it was a very specific knock which was used to alert people that a Spy had arrived. The person knocking on the door was a Spy from Hriday,
Rukmani understood the signal and quickly opened the door and brought  The Spy in, she made sure to close the windows and curtains so that nobody was able to see them and then she finally turned towards the spy and said,
" Itni ratri Ko Kya Khabar lae Ho?"

" Rajkumari aapke liye Rajkumari hiranmayi ka ek Patra hai, Rajkumar Hriday ko Rajkumari ka pata chal gaya aur vah abhi unke pass hi hain baki sab Kuchh Is Patra mein likha hua hai."
The Spy hands over the letter to Rukmini and leaves her alone to read it.

Rukmani excitedly opens the letter and is shocked to see the content inside.

Meri Pyari Rukmini jiji,
Aapko Mera sakshat Naman,
Asha Karti hun ki aap aur pitashri bilkul sukhmay Hain aur aapko is baat ka Vishwas dilati Hun Ki Main Jahan Kahin per bhi hun bahut Sukhi hun,
Main Janti hun ki aap kya Soch rahi hai ki mujhe Ghar a Jana chahie Kintu main aapko batana chahti Hun Ki Aisa karna Mere pranon ke liye Sankat ka Karan Ban sakta hai Mamashri ko yah Baat pata chal chuki hai ki main abhi jivit hun
Aur vah tab tak Nahin rukenge jab tak vah mera Mara Munh Na Dekh Le,
Chalo ab sabse pahle Apne Aansu Pochu aur mere pass aapke liye bahut acchi Khabar hai.
Jiji aapko Yad Hai Ek Bar Jab Ham Chhote the tab Ek Jyotish Ne Humse Kaha Tha ki mera Vivah aapke pahle hoga, uski Baat bilkul Satya Nikali jiji agale 15 din Mein Purnima ke din Anuradha Nakshatra Mein Mera vivah nishchit ho gaya hai.
Hriday bhaiya yahi hai, Vahi Mera Kanyadan Karenge,
Kash Aap Sab bhi yahan Hote
Meri Khushiyon Mein To Jaise Char Chand lag Jaate,
Janti hun aap kya Soch rahi hai aise kaise main Kisi Anjan vyakti se Vivah kar sakti hun, lekin Kanha bahut Achcha hai jiji, main aapko Uske bare Mein Kuchh batati hun,
Manmohan hai woh!
Pili dhoti pahnata hai,
Murmu Kut lagata hai,
Bansuri Bajata Hai,
Gaiya charata hai,
Asuron se ladta hai,
Aur Meri Hi Tarah Apne mamashri se Pran Bachata rahata hai,
Vah Koi Sadharan vyakti Nahin Hai jiji,
Yadavon Ka Rajkumar hai,
Bhale hi Abhi Kisi Ko Pata Na Ho Kintu vah cons ki bahan Devki aur uske Jija Vasudev ka sabse Chhota beta hai.
Uska Ek bada bhai Bhi Hai Mere Pyare Balram dau.
Main Yahan bahut khush hun jiji,
Asha Karti hun aap bhi vahan per utani hi prasann hai.
Aapki Lado Rani,
Prema.

By the end of the letter, Rukmini breaks down in both tears of happiness and sadness, she is happy because her sister is happy and getting married and sad because she couldn't be there for her sister's big day but at least their eldest brother Hriday was there,
Rukmini couldn't believe her eyes her youngest sibling was the first to get married, and she couldn't be there to pamper her to take care of her, they had promised Each Other they would do everything together, they were attached to the hip sometimes to the point where once there father said that he would have to get both of them married to the same man or a set of brothers.
And here she was reading a letter from her sister that stated that she was getting married. Things and times change so fast, that she could never forgive her father for what he did to Mata Vaishali,
Even though it was all an act to scare away Mata Vaishali's brother Baba at least could have informed Mata what he was doing so she wouldn't have committed suicide over such a small misunderstanding. But it was a misunderstanding for Mata Vaishali it was humiliation in front of the entire Court being called a cheater.
What has happened that Rukmini definitely cannot change but all she can do is pray for her sister and hope that her married life serves her well

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now