The New-old Her

559 37 10
                                    

Radha was continuously looking at herself in the mirror unable to believe what she was seeing in the reflection,
She was seeing a version of herself that she never thought she would be able to see again, she saw herself looking like an unmarried Kishori.
No Sindoor, no chudamani, no mangalsutra, hair left open, no symbols of her pain and suffering left on her body, she was not wearing her usual deep red and pink tones but rather a beautiful light yellow and gentle pink paired with minimum gold jewellery and her hair was decorated with light pink flowers. The yellow colour represented the newness and the freshness of her life also the newly found happiness, the light pink in her outfit symbolised healing, love and peace.

Radha just kept on looking at the mirror, she was brought out of her stupor by Prema who had gently placed her hand on Radha's shoulder and that is when Radha realised that she had been crying. Prema despite being the younger one between the both of them gently cupped her face with her Palms and brought her into a bear hug. She gently whispered in radha's ear," Ro lo Radha, Apne Sare Dukh apni sari pida ko Bah Jaane Do, apni Har taklif ko Mujhmein Mein Sama Jaane Do. Bhulo mat Ki Main hi tum ho aur tum hi main hun."

In her voice it was reflected that she was no child her voice seemed like that of a grown woman who was comforting a child

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


In her voice it was reflected that she was no child her voice seemed like that of a grown woman who was comforting a child. After a little while Radha stopped crying and Prema gently continued to hug her, after a bit more silence Prema said," Agar Tumhara Roke ho gaya ho Tu Meri Baat Mano aur apne माता-पिता ko aaj Jo Kuchh Bhi Hua vah Sab Ek Patra Mein likhkar bata do, jiji Hamare samaj mein Purush ko ek se Adhik Patni rakhne ki anumati hai isiliye pure Gaon ko Tumhare Paksh Mein karne ke liye Bina koi bhi Phire Badal kiye sab kuch Ek Patra Mein likhkar Apne Mata Pita ko bhej do. Jisse unhen Sab Kuchh Pata bhi chal Jaaye aur Itni Badi baat hajam karne ka Waqt bhi mil jaaye."

" Sahi kah rahi ho tum Prema, main abhi pitashri ke liye Patra likh deti hun.
Lekin Ham Itni shighra Patra bhejenge Kaise?"

" vah Aise, Garudh!" And with that call, a Majestic eagle flies into the room and sits on the Perch like a good little pet.

" garud dev!"

" bilkul sahi Dekha Tumne, ab jaldi jao aur Patra likho."

"hmm"

Priya pitashri,
Aapko andaza bhi nahin hai ki Yahan Kya Kya Ho Gaya,
Main aapko vistar Se Sab Kuchh batati hun,
Hamare Yahan pahunchne Ke bad Hamen Pata Chala Ki Aayan Jahan Ki Rajkumari Madhulika ke sath Ambika Mandir Gaya Hai To Ham bhi Vahi chale gaye vahan per Hamen Ek Aadivasi se Pata Chala Ki vahan ke Niyam anusar koi bhi avvahit Joda vahan Darshan karne Nahin Ja Sakta aur yah donon vivahit Nahin the aur ISI murkhta Ke Karan Un donon Ka Vivah kar diya Gaya, aur aisa bhi nahin tha ki vah Ham Sab ke samksh Aakar apni Patni ko Samaj ke samksh swikar karne wala tha usne to yah Socha Tha ki vah use Vahi Madhopur Mein Chhupa kar rakhega aur Har mahine usse milane jaega.
Pitaji Mujhe Aise vyakti ke sath Vivah ke bandhan Mein Rahane Mein Koi Ruchi nahin hai isiliye Maine Devi Ambika ke samksh Hamen are donon ke bich ke sare Rishte samapt kar Diye Hain.
Ham cal Sandhya kal tak Barsana pahunch jaenge.
Aapki Dukhi Putri,
Radha

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now