Rishta Pakka

560 44 7
                                    

The next day early in the morning,
Right after Yashoda Maiya and Nand Baba had completed that morning Pooja,
Yashoda Maiya requested him to wait for a bit before he left for work,
He understood what his wife wanted to say, that with her strong social network, she had already selected a girl for Krishna among the many Rishta she had managed to acquire for Krishna in just the time of two Prahars.

" dekhiae Arya cal Pandit Ji Ne Jo Bhi Kaha Uske bad-----"

" Tumne turant hi Apni Jaan pahchan Ka istemal Karke Krishna ke liye dher Sare acche Rishte Manga Liye aur unmen Se Hi Kisi Ek Kanya ko Tumne Krishna ke liye Chun Liya Hai,
Sahi Kah Raha Hun Na Main."

" aap sirf adhe hi sahi hai Arya, han maine Krishna ke liye bahut sari Rishte Manga hai vah baat sahi hai aur Maine Krishna ke liye ek ladki Chun Liya vah baat bhi sahi hai lekin vah UN ladkiyon mein se nahin hai Jinke Rishte cal Aaye The." She said in a very cheerful tone

" to Fir kaun hai?" Asked the confused Nand Baba

" aap Soch kar to dekhiye, vah Hamari bahut Kareeb hai, Hamari ladli hai,
Thodi Si nakhrel aur bahut pyari hai." She says in a voice as excited as that of a child.

"Prema!" Nand Baba becomes paralyzed in shock for a moment which causes concern to Yashoda as she questions," Kyon, kya aapko yah Rishta shikar Nahin?"

" Nahin, Yashoda Main To atyant prasann hun parantu Hamen yah Baat Prema se bhi puchni padegi ki kya vah Krishna se Vivah karna chahti hai."
He said in a very serious tone.

" theek hai aaj Sandhya Kal Mein Jab Sab bhojan Grahan kar rahe hoge tab Ham Unse yah prashn pooch Lenge," says Yashoda unable to keep her excitement to herself.

Nand Baba just smiles and shakes his head at his wife's antiques.

___________________________________________

Later that evening,
It had been a very normal day despite the drama that had occurred in the past 2 days, Everybody was having dinner
And talking about the things that they did the entire day, when suddenly Nand Baba who chose to listen to the stories instead of speaking said," Bacchon Tum Sab Ko Yaad hoga Ki Balram ki Kundli Milan Ke Din Pandit Ji Ne Kaha Tha ki Balram ke sath Krishna ka Vivah bhi karna padega aur is Baat per Dhyan dete Hue Tumhari mata ne Krishna ke liye ek acchi Kanya ka Chayan kar liya hai."

Krishna pretends to fall unconscious in a dramatic manner to this Nand Baba in a very serious voice says," Agar Tumhari Nautanki that Ho Gai ho to uth kar baith jao." Krishna reluctantly gets up and sits back in his position but he in a very annoyed tone says," Kya pitashri aapane Mujhse Bina Puche yah Mera Vivad Tay Kar Diya."

" murkh Tumhara Vivah abhi Tay Nahin Hua Hai, uske liye pahle Kanya ke anumati anivarya hai." Says Mata Yashoda very irritated with Krishna

" theek hai, main Asha Karta Hun Ki vah Kanya is Vivah ke liye mana kar de." He says in a very bratty and childish manner.

" to poochh hi Lete Hain, Putri Prema Tumhare alava Yahan per koi bhi aur Aisa vyakti Nahin Hai Jo Hamare is bete ko aaj Jivan sambhal ke rakh sakta hai.
Isiliye Meri yah ichcha Hai Ki Tum Hamare ghar ki Bahu Bano aur Krishna se Vivah karo per Ab Kya Karen Krishna to yah Vivah Nahin Chahta na." Yashoda Maiya says in a very sincere tone But it becomes a teasing towards the end of it. 

" Mata Agar Krishna ki ichcha ho to mujhe is Vivah Se Koi aapatti Nahin Hai." Prema Hides her face behind Radha causing everyone except for Krishna to start laughing, and Krishna doesn't laugh only because he is again pretending to be unconscious because of happiness.

Soon, he gets up and hugs his mother and says," Mata ki ichcha Mere Liye Aadesh, aapki chuni Gai Kanya Ko Main Kaise mana kar sakta hun Mata." He tries buttering his mother but feels miserably as Yashoda maiya holds him by his ears and says," Achcha to Abhi thodi der pahle Kaun Kah Raha Tha ki Kash vah ladki Mujhe mana kar de."

In the flow of words, Krishna does not realise as he says," Vah to maine isiliye kah diya Kyunki Main Prema se Prem Karta Tha aur Usi se Vivah karna chahta tha."

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now