decisions

395 33 6
                                    

After freeing Devki and Vasudev,
They Headed straight to free Maharaj ugrsen the Nanaji of Krishna,
After freeing him he got to know the happy news, that concern had been killed his grandchildren had arrived to save him and the people of Mathura and he had granddaughters-in-law and soon he would have a great-grandchild as well.

Later that day a Sabha was called to announce the succession of kansa,
Out of all the candidates the most common went to Krishna but he denied saying that he was very young and had still not gotten a formal education,
Which is why he was not qualified to Ascend The Throne. But despite his protests, It was decided that for now, Ugrasen would retake The Throne and Krishna would be sent to Gurukul after his Crowning ceremony as the Crown Prince along with his wife being crowned as the Crown Princess and doing the duties of both of them during his time of Gurukul, Balram would also be following him to Gurukul.

___________________________________________

Revati was extremely mad at Balram,
Only three days ago she had found out that she was one month pregnant and now he would be leaving for Gurukul and only return when he had perfected all his studies, she practically screamed at him," Iska kya Arth Hai Arya, agar aap abhi Gurukul Chale Gaye To fir Jab Hamari Santan is Sansar Mein Aaegi tab Aap Yahan Mere Sath Nahin Honge.
Na aap meri God bharai Mein Honge aur Na Jaane Aap Hamare Putra ya Putri ke Na Jaane Kitne Jaruri kshan ap dekh nahi Payenge." And she bursts into tears,
Balram tries to console her but she pushes him away.

" aapke God bharai se pahle Dau ko Gurukul Se Shiksha samapt Karke Wapas laane ki jimmedari Meri Hai Bhabhishree." Krishna set confidently as he walked inside the room with Prema on his side.

" yah Asambhav hai Krishna!" She said desperately.

" Krishna ke liye Kuchh Bhi Asambhav Nahin Hai, Kintu uske liye yah Karya thoda Mushkil banane ke liye,
Revati Jiji ka pet dikhna shuru ho jaaye Uske pahle donon ko Wapas Aana Padega vah bhi padhaai samapt Karke."
Challenges Prema, to this challenge Krishna replies," Aapki Di Hui Har chunauti aur aapki Har Kahin Hui Baat Hamen swikar hai, priyatama."

" mazak nahi ho raha hai yahan per!" Exclaimed Revathi still angry as hell.

" bhabhishree ab nishchint rahiye aur apne is devar per thoda sa Bharosa kijiye, theek hai ab jaldi se Rona band kijiye aur abhi thoda aaram kijiye cal Yuvraj Abhishek jo hai."

___________________________________________

In the personal Chambers of Krishna and Prema.

Prema was sitting in front of the mirror as she removed all the heavy jewellery that she was wearing and opened her hair, and Krishna was just standing there admiring her, she looked at him in fake anger and said," Kab se bus Dekhe hi ja rahe ho, gahne uterine mein thodi sahayata bhi kar lo!"

" ab kya fayda Priye! Tumne To Sare gahne Khud Hi utaar Liye."
Prema just glares at him but he immediately diffuses the situation by saying," Tumhare Liye do Patra aaye the, yeh lo." And hands the letters over, then moves into the balcony to give her a little bit of privacy. Prema is shocked as one of the letters has the stamp of vidarbh on it, she quickly opens the letter and starts to read it.

Meri Pyari Putri Prema,
Yah Putra Tumhari Mata Shraddha Nahin Tumhare Pita Bhishmak likh rahe hain,

Jaanta Hun Ki Jo Kuchh Bhi Hua Uske bad tum mujhe Kabhi kshma Nahin kar sakti, Kintu Meri Baat toh Sun hi sakti ho, Tumhari Mata ke upar Lage lanchanon Ko Maine Satya kyon man liya Uske Piche ka Karan batane ke liye yah Patra likh raha hun,

Rajya Sabha wale hadse se Kuch Din Pehle hi Mujhe guptcharon dwara Pata Chala ki tumhare mamashri Chandradhwaj,
Tumhari Mata ko marne ka Prayas Karne Wale Hain aur Tumhari Mata vidarbh mein bilkul Bhi surakshit Nahin Hai, tabhi Mere use murkhraj Mantri
ne mujhe ek sujhav Diya Ki Main Tumhari Mata per Kuchh Jhuthe aarop lagakar unhen cal Kothari mein band kar Dun,

Kyunki Agar Tumhari Mata kal Kothri mein hongi to unhen Koi Marne Ka Prayas Nahin Karega,
Aur Maine use murkh Ki Baat sunkar Vaisa hi kiya aur kuchh hi Samay bad Jab Satya Main Tumhari Mata ko batane ka tab tak Tumhari mata ne aatmhatya Kar Li thi Aur Tum Mahal chhodkar Bhag chuki thi.

Jo Kuchh Bhi Hua vah Sab Kuchh Meri murkhata ka natija hai,
Apne is murkh Pata Koi kshma karne ka prayatn karna Putri.
Aur Vivah ki shubhkamnaen Putri,
Janta Hun Ki Jaaye Tum Mujhe abhi Apna Pita Nahin Manati,
Ho sake to mujhe kshma kar dena,
Tumhara pita

She was crying by the end of the letter but you controlled herself and opened the other letter, it was from Gurudev Dronacharya.

Bacchi!
Kaisi hai tu?
Kya mujhe dil ka dohra dene ka Nirnay Kar Hi liya hai?
Pahle Mahal se Bhag Gai FIR mahinon Tak Lapata, FIR Achanak tune kans ke Bhanje se Vivah kar le,
Vah bhi Uske aathven Bhanje Se Jisko Marne Ka prayatn Uske balikaal se Karta aa raha hai,
Mere to Jaan Main Jaan tab aayi Jab kansa Vadh ki khabar Mere kanon per aayi,
Ab To Tu Mathura ki Yuvarani ban gai hai, lekin Fir Bhi beta Ek Bar Gurukul Aaja, main aajkal Hastinapur ke Rajkumar pandavon Aur kauravon Ko Shiksha pradan kar raha hun aur paanchon Pandav Tujhse milane ke liye utsuk hai,
Agar tu Aaegi to Shayad yah Sare bhai Tujhse bhi Kuchh Sikh Lenge,
Tumhara Guru,
Dronacharya.

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now