Akrura

405 35 8
                                    

As soon as Krishna and Prema enter their house, the environment is like that of Funeral homes.
Yashoda Maiya was sitting on her chair shocked with her forehead in her hands, tears leaving her eyes continuously as she looks at Nand Baba and says," Keh do ki akrur ji ne abhi abhi jo kaha hai vah sab Kuchh asatya hai."

Nan Baba just hung his head low and said," Nahin Yashoda akrur Jeene Jo kuch bhi kaha hai vah sahi hai.
Krishna Hamara Apna beta Nahin Hai vah Devki aur Vasudev ka beta hai Jise Vasudev Ne lakar uski Suraksha ke liye Hamari God mein de diya tha aur usko Maine Hamari Putri de di thi."
Yashoda Maiya starts crying even more as she says," Mujhe UN Sab chijon Se Koi Fark Nahin Padta! Aur Agar Krishna ko Hamen De hi diya tha to Abhi FIR mangne kis Adhikar Se Aaye Hain."

Before the fight could escalate Krishna enters the room and says," Kya hua Mata aap itna RO Kyon rahi hai?"
After seeing that Krishna was here Yashoda Maiya was unable to control herself and she goes and cups his face in her palm and said," Tu Mera Hi Baccha hai beta!"

" han Mata main is Janm mein kya agale Saat Janmon Mein aapka hi beta rahunga."

" Dekha Apne Krishna mera beta hai!
To Abhi jitni shighra ho sake Laut jao aur dobara apni Shakal Kabhi mat dikhana." Yashoda Maiya yells at Akrura and demands he leave the house.

" Devi Yashoda main aapke Putra ko yahan se le Jaane Nahin aaya hun balki usse yah Kahane aaya hun ki Maharaj cons Ne bheja hua dhuryagya ka yah nyota thukra De Kyunki yah Maharaj kans ka unko Marne Ka Ek Prayas hai."

" Agar Maharaj kans Ne Swayam Bulaya Hai tab to Ham avashya Jaenge."

" Prabhu! ap samajhne ka Prayas kijiye,
Vah Kisi Yagya Kanya Hota nahin hai aapko Marne Ki Ek ghinauni Yojana hai aur Kuchh Nahin," he says in a pleading tone.

" aur Agar Maine yah nyota thukra Diya To fir kans Braj Mein sab ka Jina Itna kathin Kar Dega ki log mrutyu Pasand Karenge." To this accrued just hung his head low because he knew what Krishna was saying was correct.
Krishna continued by saying," Mamashri bulae aur bhanja Na Jaaye yah to mamashri ka apmanv karna Hua aur Hamare Yahan Badon ka apman nahi kiya Jata.

" theek hai Prabhu aapko Agar apni Chinta Nahin Hai To kam se kam apni Maiya Yashoda ki,
Apne Nand baba ki,
Apne bhrata Shri Balram ki,
ya FIR apni navvivahita ki hi Chinta Kar Lijiye, Apne Khooni mama ke samne apni nai byahi Patni Ko Le Jaenge?"

But before Krishna could get a chance to reply they heard Prema say," Aajkal Sare mamaon ne Tujhe Se prani le liya hai ki Apne bhanja ya bhanji ko jivit hi nahin Rahane Denge. Aur Mantri ji aapki Mere Prati Chinta Dekhkar main bahut khush Hui Kintu Ujjain ki yuvrani hun Khooni mamaon ko 3 varsh ki Umra se jhel rahi hun. Aur Krishna ki sahdharmi  hun Uske Sang Har Jagah jaane ka Agni Ke samksh Vachan Diya Hai Maine Mujhe Mathura aane mein koi aapatti nahin hai!" When she finishes speaking the Mantri looks at her with a look that States are you dumb?

" han han Prema Se Hi kah rahi hai Mantri ji Mujhe arthat Krishna ke bhai Balram ko bhi Mathura Aane Main Koi aapatti Nahin Hai."
Accrued goes to argue but Krishna says," Agar Ham abhi Nahin Gaye To Meri Mata Aur pitashri ko aur n jaane kitne varshon Tak Mathura ki jail mein Rahana Padega aur vaise bhi cons Ke Papa ka ghada Bhar chuka hai ab Uske Vadh ka samay ho hi gaya hai.
Hamara nirnay Atal Hai Ham yah nyota swikar Karke Mathura Jaenge."

" Mujhe Piche Chhod Kar jaane ke bare mein to Socha Na Bhi Mat," says an angry Radha rani " Is Janmon Mein To Kya Main agale 7 Janmon mein bhi Tumhen Yahan Chhod Kar jaane ke bare mein nahin Soch sakta, Radhe! Krishna replies.

After a few more minutes of discussion, Krishna announces," Ham cal pratah kal hi Mathura ke liye nikalenge!"

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now