The Prema Leela

621 33 18
                                    

After Radha broke the marriage to pieces, she was hurt because no matter what Ayan was her childhood friend,
And to think he could do something like that but she was also worried for the girl Madhulika's life thinking that being married to Ayan would mean that the poor girl's life would be destroyed.
She was thinking all of this when Prema kept her hand on her shoulder and said,"
Radha jiji, Mujhe aapke Man Ki sthiti samajh a rahi hai aur Main aapko is baat ka Vishwas dilati Hun Ki use Kanya ka Jivan atyant sukhmay Hoga. Use Kanya ka Janm bhi is Karya ke liye hua tha,
Aapko bura manne ki koi avashyakta nahin hai."

" Prema Mujhe to yah samajh Nahin a Raha ki yah Vivah Tut Kaise Gaya Kyunki Jahan Tak Mujhe Samay and Hai Narayan ne Ayan ko to Pichhle Janm Mein Vardan diya tha ki vah Mahalaxmi ka Pati banne wala aur isiliye main arthat Mahalaxmi ke Radha Swaroop se uska is Janm Mein Vivah hua, to Fir yah vaha Itni saralta se Tut kaise gaya? Aur jo Sab Mujhe Sahana tha vah Sab is Kanya ke Naseeb Mein kaise Chala Gaya? Yeh Kaisi Leela Hai?" Asks Radha innocently, confused because of this sudden turn of events.

" Radha Jiji aap mujhe batao Main Kaun hun?"

" prashn ka Uttar prashn se dena,
Krishna Se Ye Buri Aadat Tumne kab Utha Li, Khair Chhodo. Tum dwapar Yug Mein Mahalaxmi ka sampurn Avatar Ho aur mere alava aath aur Mahalaxmi ke Swaroop filhal Is Dharti per hain."
She says in a matter-of-fact tone.

" bilkul sahi jawab, bilkul vaise Jaise main Mahalaxmi hun aur aap mera sabse Premmayi Swaroop, Aur meri Rukmani jiji Aadi Lakshmi ka Swaroop hai, Usi Prakar Madhulika hamara Hi Ek Chhota Sa Ansh hai. Aur is Ansh ka Janm hi use Vardan ki purti ke liye hua tha Jo Narayan ne Ayan ko Uske Pichhle Janm Mein diya tha," she says Explaining everything.

" Mahalaxmi se Vivah karne ke liye Kisi mein bhi thoda sa to Narayan ka Ansh Hona chahie, isiliye use murkh Ayan Mein Bhi Ek Narayan ka Ansh Matra hai isliye ine donon ka Vivah is Janm mein kiya Gaya aapko is shrap se Mukt Kiya Gaya." She further explains everything

" lekin usne to Vardan Mein Lakshmi Mang Li thi na?"

" Han usne Vardan Mein Lakshmi Mangi Thi Aur use Lakshmi Mil Gai, Kyunki usne yah Baat Nahin Kahi ki use Vishesh Roop se kaun si Lakshmi chahie thi, ab Lakshmi Ansh bhi Lakshmi hi Hui Na.
Kaisi lagi Aapko Hamari Yukti?"
Prema says with a myschevious smirk on her face.

" yah Yukti kam shadyantra Jyada lag raha hai!" Exclaimed Radha flustered at the loophole.

" vaise Yukti to bhrata Shukracharya ki thi, to aap ise shadyantra bhi kah sakti ho Jiji." She says with an innocent but not-so-innocent smile and blinks her eyelashes many times.

"BHRATA SHUKRACHARYA!! Bhrata Shukracharya ne Narayan ki sahayata ki, he Mahadev Maine Kahin Kuchh galat To Nahin Sun Liya." Radha was utterly shocked at the revelation.

" unhone Narayan ki nahin apni Priya bahan ki sahayata Ki Hai," says Prema with a sweet smile,  then she grasps Radha's hand and gives it to Krishna and says," Kanha Jiji thak Gai hongi unhen andar le jao, aur Chahe vah Mane Na Mane unko Aaram karne per majbur kar do Kyunki Mera to yah sunane se Rahi."

" thak to tum bhi Gai Hogi Prema Chalo Tum Bhi Aaram kar lo," says Krishna and pulls her by the waist.

She quickly frees from his grasp and says," Mere Pyare Mor Mukut Dhari, main Kuchhi kshanon Mein Aati hun mujhe ek Jaruri kam karna hai,
Kisi Ko dhanyvad dena hai."

___________________________________________

Madhulika was sitting in a dark corner outside the temple crying at the humiliation that she had to face,
After a little while she hears the sound of anklets she looks up and sees Prema
She instantly becomes defensive and says," Aur apman karne aayi ho kya?"

" apman karne Nahin kshma mangne,
Di Hui chot per Dawai again." Prema in a calm and composed but concerned voice.

Madhulika turns her head to the side and chooses not to say anything to this Prema walks closer to her and
gently turns her face in her direction and touches her swollen cheeks which heal instantly in a very motherly tone she says," Aaj Jo Kuchh Bhi Hua uske liye Mujhe kshma kar do, main Janti Hun Ki mere vajah se Tumhari Yad Mein Samman ko thes paunchy Hogi Lekin Tumhen yah sab Kuchh Smaran Nahin rahega aur jo Kuchh Bhi Hua vah Keval Ayan Ke Karan hua tumhara usmein koi dosh nahin tha."

Before Madhulika could react Prema places her hand on her forehead and wipes the memory of Madhulika's humiliation. After which she instantly fell unconscious, Prema created a small but comfortable bed from the leaves and flowers nearby and gently laid Madhulika on it. Then she had Madhulika's hand and pulled her but not her physical body, her soul.

The soul after coming out instantly joined both her hands and bowed her head in front of the Goddess and said," Devi Mahalaxmi ko Mera Pranam. Mujhe Yad karne ka Karan Devi?"

" kshma Mangni Thi Aur dhanyvad dena tha, kshma Aaj Jo kuch bhi Hua uske liye, Tumhen thes pahunchane ki meri koi ichcha nahin Thi Aakhir Tum Bhi Mera Hi to Ansh Ho jitni bhi Raat Tumhen Hogi utani hi pida mujhe bhi Hogi, aur dhanyvad isliye ki tumhare Karan Radha Ek Dukhi Jivan se Mukt Ho Gaye aur Main Tumhen is baat ka Vishwas dilati Hun Ki Tumhara pura Jivan bahut sukhmay bitega, aur ATI shighra Tumhen Putra ratn ki Prapti Hogi."

Prema cried because she never wanted to hear an innocent soul which was part of her own but she was the mother goddess of the world sometimes she had to make some severe decisions for the benefit of the world, being Mahalaxmi knew that separation from Radha would be the most devastating blow to Krishna and this suffering would make things very difficult for Krishna even though he would put up a very strong front and do all his duties.
And she was his Ardhangini,
she was meant to support him in every way possible. Which is exactly why she did all this after all this was her Leela

"Prema leela"









Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now