Manuvering

304 24 11
                                    

The same evening,

Yudhishthir had left the common room shared by the Pandavas, as pitamah bhishm had called for him.
A round table had been placed in the centre of the room and around it stood the rest of the Pandavas, karn and the queens of Dwaraka.

" kya baat hai Prema? Aise Achanak Bina bhrata yudhishthir ke Hamen Kyon milane Bulaya?" asked a confused bheem.

" Toh samasya Kuchh aisi hai, ki bhrata yudhishthir Ghire hue hain bahut sankaton se Kintu vah manne ko hi taiyar nahin hai ki vah sankaton ke Bhavar mein fanse hain!" said Prema in the patronizing voice of an annoyed teacher

"kaisi samasya bhabhi maa?" enquired a now, fully alert arjun.

" Ham Sabhi yah Baat Jante Hain, ki Kuchh hi Samay mein bhrata yudhishthir ko Hastinapur ka Yuvraj ghoshit kar diya jaega!" prema's grave voice resonated within the room

" ismein Kaisa Sankat Prema? Yah to prasannta ki baat hai na!" bheem said optimistically.

" jitni prasannta ki baat hai use Kahin Adhik Chinta ki bhi, Tumhen kya lagta hai, Agar Ek Bar bhrata yudhishthir Yuvraj Ban Jaenge to sab Kuchh theek ho jaega?...kabhi nahin, Uske bad To asali samasya prarambh Hogi!"

" Aisa Bhi Kya Ho Jaega, bhabhi ma?"
Asked a worried nakul.

" Hone Ko To Kuchh Bhi Ho Sakta Hai,
Per sabse Pramukh bhrata yudhishthir ke pranon ko Sankat! Isiliye ab main jo kah rahi hun vah Sab bahut Dhyan se sunenge."

Everyone nodded as Prema let Radha take charge as she was feeling a bit faint.

" toh baat kuch aisi hai ki Prema aur Krishn donon ka yah Manana hai ki bhrata yudhishthir ke Yuvraj bante hi mamashri shaukuni chup Nahin baithenge, voh avashya koi shadyantra rachenge. jisse Tum Sabko Savdhan Rahana hai!" Radha warned in a strict tone

" aur jahan tak Maine Prema se bhrata yudhishthir ke bare mein suna hai.
uske anusar vah Hamari Kahi Hui Ek bhi baat per Vishwas Nahin Karenge,
Kyunki unhone Apne Hriday Mein Bitha liya hai ki Parivar Kabhi Bhi Ek dusre ke Peeth per Khanjar Nahin ghopte!
lekin yah Baat Ham Sab Jante Hain Ki Jab baat sinhasan ki a Jaati Hai tab manushya ki fitrat kab Badal Jaaye Koi Nahin bol Sakta!" Radha finished her statement as Prema got back on her feet and took over from there.

" mamashri shakuni se sadaiv Savdhan Rahana, Dekho main Janti Hun Ki Tum Sab bhi yah mante Ho ki jab tak Ghar Ke Bade Honge tab tak koi tumhara Kuchh Nahin Bigad payega! Kintu Jin Badon per tum Vishwas Rakh rahe ho avashyak nahin hai ki vah tumhare Vishwas per Khare utare, filhal is Raj Mahal Mein sabse Jyada vishwaspatra Bade Keval pitama bhishm, guru dron aur Kakashri Vidur hai Aur kisi se bhi Galti se bhi Vishwas mat karna!" everyone nodded

" parantu Prema Agar mamashri Ne Kuchh Kiya To Ham Kya Karenge?"
Asked a seething bheem

" sabse pahle aap apne Chit ko Shant Rakhenge aur vastuon ko Apne Hath Mein lene ke Sthan per Pitamah bhishm ya kakashri Vidur ko Apni Taraf Se bolane Denge, dusri Baat aap turant Mujhe ya Krishna Kisi Se Bhi Sampark karne ka Prayas Karenge, aur han Mere aur Krishna Tak pahunchne mein agar koi dikkat a rahi hai to aap turant Karn ko Patra Likhenge."

  Suddenly announcement was made that yudhisthir was entering,so, they quickly disposed the little secret society meeting and got back to there works

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now